A Father Telling His Son About GOD

Share

Assalam-o-Alaikum

Mola Ali ( A.S) apne Farzand Imam Hasan(A.S ) se Farmatay hain: ” Jab bhi US (Allah) ko Awaz do wo foran sun laita hai. Aur jab Munajat karo tou usko bhi sunta hai. Tum apni Haajaat Usi k Hawalay karo, Usi ko apne Halaat batao aur Usi se apne Ranj-o-Gham ki Shikayat karo, apne Masail mein Kami ka mutaliba Usi se karo.apne Umoor mein Usi se madad mango aur uske Khazana-e-Rahmat se itna sawal kar sakty ho k utna koi nahi de sakta, chahy wo Umr mein izafa ho, ya Badan ki Sihhat ho ya Rizq mein izafa ho.”

Note : Please do confirm things by yourself as well…

Disclaimer:
This  is for spreading clean islamic knowledge. Please do not insult any religion or society. All  rules are applied here regarding blog , website etc. If  you have been reported or informed about any ilegal activity please inform the admins by sending them private messages.

Share

Comments

comments

Tags:

2 Responses to “A Father Telling His Son About GOD”

  1. Saatyaki S/O Seshendra Sharma says:

    Bohoth Hi Shaayaraana Hai. Iske baareme Mamoomee alfaaz me tapsaraa karnaa dushwaar Hai.
    Shukriyaa : Allaafiz

  2. Seymour says:

    Really enjoy the new appear. I enjoyed the content. Thanks for the nice entry.

Leave a Reply