Aah ko chahiye ek umar asar hone tak
Kaun jeeta hai teri zulf k sar hone tak
Damm har mauj mein hai, halqa-e-sadkam-e-nahang
Dekhen kya guzare hai qatre pe gauhar hone tak
Ashiqi sabr-talab aur tamanna betab
Dil ka kya rang karun khun-e-jigar hone tak
Hum ne mana k tagahful na karoge lekin
Khak ho jayenge ham tum ko khabar hone tak
~: Mirza Ghalib :~
Comments
Tags: Aah ko chahiye ek umar asar hone tak, Asadullah Baig Khan Ghalib, Ashiqi sabr-talab aur tamanna betab, english translation, Ghalib, Ghalib poetry, Hum ne mana k tagahful na karoge lekin, Kaun jeeta hai teri zulf k sar hone tak, Khak ho jayenge ham tum ko khabar hone tak, khan, memories, Mirza, Mirza Asad-ul-Khan Ghalib, Mirza Asadullah, Mirza Asadullah Baig Khan Ghalib, mirza ghalib, persian, poet, poetry, read, turkish, urdu, Urdu Adaab, urdu poetry, With English Translation, Yaad-e-Maazi, Yaad-e-Maazi With English