Posts Tagged ‘Jaun Elia’

Sub Ka Bhalaa Ho SUb Ki Khier By Jaun Elia

March 17th, 2013, posted in Jaun Elia
Share

Sub Ka Bhalaa Ho SUb Ki Khier By Jaun Elia,Jaun Elia,Jon Elia,poetry,poet,urdu,shayari,aliya,Jhon aliya, john

Share

Haalat-e-haal ke sabab, Haalat-e-haal hii gayii

March 14th, 2013, posted in Jaun Elia
Share

Haalat-e-haal ke sabab, Haalat-e-haal hii gayii,Jaun Elia,Jaun ,Elia

haalat-e-haal ke sabab, haalat-e-haal hii gayii
shauq meN kuch nahiiN gayaa, shauq kii zindagii gayii

ek hii haadisaa to hai aur vo ye ke aaj tak
baat nahiiN kahii gayii, baat nahiiN sunii gayii

baad bhii tere jaan-e-jaaN dil meN rahaa ajab samaaN
yaad rahii terii yahaaN, phir terii yaad bhii gayii

uske badan ko dii namuud hamne suKhan meN aur phir
uske badan ke vaaste ek qabaa bhii sii gayii

uskii ummiid-e-naaz kaa hamse ye maan thaa ke aap
umr guzaar deejiye, umr guzaar dii gayii

uske visaal ke liye, apne kamaal ke liye
haalat-e-di,l ke thii Kharaab, aur Kharaab kii gayii

teraa firaaq jaan-e-jaaN aish thaa kyaa mere liye
yaanii tere firaaq meN Khuub sharaab pii gayii

uskii galii se uTh ke maiN aan paRaa thaa apne ghar
ek galii kii baat thii aur galii galii gayii

Jaun Elia

Share

Another By Jaun Elia

December 20th, 2012, posted in Jaun Elia
Share

aliya, Jaun Elia, Jhon aliya, john

Share

Sub Jaalien Gaien

November 11th, 2012, posted in Jaun Elia
Share

Sub Jaalien Gaien,aliya, Jaun Elia, Jhon aliya, john

Share

Kab Us Ka Wisaal Chahye Tha

September 10th, 2012, posted in Jaun Elia
Share

Jaun Elia, Jhon aliya

Kab Us Ka Wisaal Chahye Tha…
Bass…Aik Khayal Chahye Tha…

~: Jaun Elia :~

Share