Posts Tagged ‘faraz’

Ab Ke Hum Bichde To Shayad with English Translation

June 29th, 2014, posted in LYRiCS
Share

Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein This time if we part, then we may meet in the dreams

Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein
This time if we part, then we may meet in the dreams

Jis tarah sookhay huey phool kitabon mein milein
Like dry flowers that are found in books

Tuu khuda hai na mera ishq farishton jaisa
Neither you are God nor is my love like an angel

Dono insaan hain to kyon itnay hijaabon mein milein
If we both are human beings, then why should we meet in hiding

Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein,
Now that we are parting our ways, may be we will meet in dreams

Ghum-e dunya bhi ghum-e yaar mein shamil kar lo
Why not add the sorrows of the world to the sorrows caused by my beloved

Nasha bartha hain sharabein jo sharaboon main milein
After all when the drinks are mixed, the intoxication increases

Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein,
Now that we are parting our ways, may be we will meet in dreams

Ab na woh main hoon na tu hain na woh maazi hai `Faraaz’,
You and I are not the same, nor do we have the same destination Faraz

Jaisay do saayey tamana kay sehraon mein milein
It is like two shadows meeting in the desert of wishes

Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein
Now that we are parting our ways, may be we will meet in dreams

Jis tarah sookhay huey phool kitabon mein milein
Like dry flowers that are found in books

Poet/Shayar  : Ahmed Faraz
Singer: Mehdi Hassan

Ab Ke Hum Bichde To Shayad With English Translation,Ab Ke Hum Bichde To Shayad, With English Translation,Ab Ke Hum Bichde To Shayad, English Translation,English ,Translation,Ahmed Faraz,Ahmed ,Faraz,Mehdi Hassan,Poet,singer,Poet Ahmed Faraz,Singer Mehdi Hassan,notebook

Ab Ke Hum Bichde To Shayad With English Translation,Ab Ke Hum Bichde To Shayad, With English Translation,Ab Ke Hum Bichde To Shayad, English Translation,English ,Translation,Ahmed Faraz,Ahmed ,Faraz,Mehdi Hassan,Poet,singer,Poet Ahmed Faraz,Singer Mehdi Hassan,

Share

Just Faraz

June 25th, 2012, posted in DAtEs iN a YeAR
Share

Woh Kehta Tha Main Tere Jisam Ka Saaya Hoon Faraz
Issi Liye Shayad Andairey Mein Saath Chhor Geya

——————————–
mujh se kehti hai teray saath rahongi FARAZ
bohat piyar karti hai mujh se udaasi meri

————————————–
uss ki gumsum saadgi pe mat jao FARAZ
woh sumandar hai tow phir gehra bhi hoga

—————————————-
tum iss shehar k khaloos se waqif nahi FARAZ
yeh tow mohsin ko bhi sar e aam saza detay hein

—————————————
*Faraz Tere Junoo ka khayal hai warna
Ye kyaa Zarur woh soorat sabhi ko achchi lage

————————————
*Widaaye yaar ka Manzar Faraz Yaad nahi
Bas ek doobta sooraj meri nigaah me hai

—————————————-
*Zindigi me bohot kamm mili hai Faraz
wo cheez Jise shiddat se chahaa mainey

——————————–
*Hum mohabbat mein bhi tauheed ke qayal hain Faraz
Aik hee shakhs ko mehbob banaye rakhna

———————————–
*Khud apane aap ko parakhaa to ye nadaamat hai
ke ab kabhii use ilzaam-e-bevafaai na duuN

———————-
Faraz Kis nay Merey Muqaddar main likh Diyee
Bus Aik Darya Ki D0sti main Suraab Saray……!!!

—————————-
Zanjeer Teri yaad hai zindaaN tera KHyal..
kesey RIHAA karega Tuu Apney Aseer KO??

—————————
Yun hi issay log muhabbat samjh bathaiy hain FARAZ
Woh shaks mujhe jaan se pyarra hai or bus……
……………….. ……………….. ……………
Neend se kaho ham se dosti kar le FARAZ
Woh dor chala
gaya jab kisi k kiye jaga karte the
……………….. ……………….. …………..
Surat ko dekh kar to dhoka khaya hai FARAZ
Seerat ko dekhte to aaj khawaar na hotaiy
……………….. ……………….. …………..
Zabt-e-gham is qadar aasaan nahi FARAZ
Aag hotaiy hain woh aansoo jo piye jataiy hain

—————————–
Hum To AAghaz-e-Mohabbat mein Hi Lutt Chukke FARAZ
Log Kehte Hain Ajnaam Bohat Bura Hota hai

—————————————–
Hoa hay tujhe say bicharnay k baad ye maloom
K tu nahin tha teray saath ek dunya thi

———————–
Meri Khushi kai Lamhai Mukhtasir iss Qadar hain Faraz
Guzar Jatay hain merai muskaranay sai pehlai…

————————
Zindagi yu to mukammal thi apni Faraaz
na jaanay kyon tujh ko dekha to kisi shay ki kami payee

———————-
Pehle pehal ka ishq abhi yaad hai “Faraz”
Dil khud ye chaahta tha ke, rusvaaiyan bhi hon

——————-
Jab chale they to hum tanha thay ” faraz ”
Phir tum mile,ghum mile, kaafla sa ban gaya…!!

———————
Dafnane se paihle mere Dil Ko nikaal lena “FARAZ”
Kahin khaak main na mill jaye mere dil main rehnay wala…!!!

—————–

Woh meri Qabar pe aaya or khul k ro na saka. Faraz.
Kitna khayal tha ussy mere sukoon ka.!!

————————–
Meri Aankhein Bhi Ek Din Muj Se Yeh Keh Dein Gi Faraz….
Khawab Na Uss K Dekha Kro Ham Se Ab Roya Nahi Jata…

———————–
JiS pE LikHa tHa Ki tU MeRe MuQaddaR MeiN NaHi ..
apNe HaaTh Ki wOh LakeeR MiTa Di MeiNe .. !

——————————
Bohat Zulm dhaai us ne Logon Pr “FARAAZ”……
Us ka anjaam daikhna acha lagay ga……

————————
sochta hoo k kabi tery dil mai uter kar daikh loo faraz…………..
kon basa hai tery dil mai jo mughey basnay nai daita

———————-
Jab Se Wo Lauta Hai Khuwabon Ke Shehar Se FARAZ, , ,
Mujh Se Uss Shakhs Ki Aankhen Nahi Dekhi Jati .

—————–
Mushkil Waqt Main Kon Kisi Ka Sahara Banta Hai “FARAZ”
Sookhay Patton Ko Tou Darakht Bhi Gira Detay Hain . . . /

————————————–

Mujhe Us Matti Se Khuda Ne Banaya Hai FARAZ, ,
Azal Ke Din Se Jo Reh Gayi Thi Wafa Ke Liye . . . /

———————————

Judai Par Hee Qayim Hai Nizaam-E-Zindagani
Sahil Se Bichar Jaata Hai Galay Mil Mil Kar Paani Bhi..

————————————-
Aankhen Khuli Tou Jaag Uthi Hasraten “FARAZ”..
Us Ko Bhi Kho Diya Jisay Paya Tha Khuwab
Main..!!

—————————-
mughey tum rooh mein basa laitay tu acha tha faraz…..
dil.o. jan k rishte to aksar toot jaya kartay hai

—————-
MojY kiSi sY Bhalai ki Ab koi Tawaqo Nahi FaraZ..
Main Adatan Sab Sy Keh raHa hoN mujhE DuaoN Mein Yaad rakhNa
———————————-
Hm nE Sookhi hui ShakoN pe Lahu Chhirka tha FaraZ..
phool Agr Ab b Na khilTe To KayamaT Hoti

————————–

~**~ Wo bhi kiya ajeeb shaks tha Faraz k jis ki zaat par~**~
~**~ jab aaitbar barrh gia to ikhtyar ghatt gia ~**~
———————————-
~**~ Teri bewafion par mar jany ko ji chahy Faraz~**~
~**~ Tuj main wafa hoti too kiaa hoota ~**~

————————-
~**~ Boht ajeeb hain yah bandshain mohbat ki Faraz~**~
~**~ Nah us nay kaid main rakha nah hm Farar howy~**~
———————————-
teray in ansoon ko kaun dekhay ga Faraz
aaj kal tou mausam bhee barishoon ka hai

——————
Ghar say niklay thay ke dunya ne pukara tha Faraz
Abb fursat miley dunya se tou ghar jain kahein

————————
koi muntazir hy uska kitni shiddat se FARAZ…..
wo janta hy magar anjan bana rehta hy!!!

—————-
USKAY SHEHAR MAIN KI GUFTOGO HAWION SAY ‘FARAZ’
YEAH SOCH KAR KAY HAWION MAIN SANSAIN THI USKI
———————
hazaroo tukray kiye us ne mere dil k [ F@r@z]
kudhi ro para har tukray pe apna naam dekh kar

—————
~**~Wo bzahir to mila tha ik lamhay ko Faraz~**~
~**~umar saree chayee usko bhulany k liay~**~

———————-
uskE pyaaR ka NashA itnA thA FaraZ..
Ko logoN Ny MerA NaaM SharaBi RakH diyA

————————
Magroor Hai Hum Kehti Hai To Kehti Rahe Duniya
Hum Mud Ke Kisi Shaks Ko Dekha Nahi Karte
——————
Qurbaani hay Pyar ka Asli Matlab Faraz
Choor Diya Saath Mera Bas Itna Keh Kar

——————-
Wo kiss tara mila tha, juda kaise ho gaya faraz
Socha tha, yeh sawal na socha karain ge hum

—————————
Suna Hai Zindagi Imtehan Leti Hai FARAZ
Par Yahan To Imtehano Ne Zindagi Leli

——————-
Shayed khushiyon ka mosam bi aa jaye Faraz’
Gham bi to mil gaye thy tamanna kiye begair.

———————–
Tum ko ehsas-e-nadamat ho to bas itna karna.
Phir is tarah se na kisi aur ko ruswa karna.
———————–
Aa Abre Mohabat To Kahein Aur Ja K Brasna
Main Rait Ka Sehra Houn Meri Piyas Bohat Hai
Ik nafrat he nahi duniya mein dard ka sabab FARAZ,,
Mohabbat b sakoon walon ko bari takleef daiti hai..

———————
Wo apnay faiday ki khatir phir aa milay thay hum se FARAZ,,
Hum nadan samjay k hamari duaon mein asar hai..

—————————-
Dil tab se udass hai jab se khabar hoi hai FARAZ,,
Miltay hain wo khaloos se her ajnabi k sath..

———————-
Wo ik shab jala tu usay shamma keh diya,,
Hum barson se jal rahain hain FARAZ, koi tu khitaab du..?

—————————–
Bhala hathon ki lakeerain b Mit-ti hain FARAZ,,,
Kitna pagal hai mera naam mitaanay wala…

—————————

Mehwar-e-Sooch dono ka aik hi hai
Mujhe “Uss” se or ussay “Khud” se Fursar nahi milti

——————————————-
Hum Se Bichar K Us Ka Takbbur Bikhar Gaya Faraz
Har Ek Se Mil Raha Hy Barii Aajzii K Saath

——————————–

Waqt-e-Qudrat Le Aaya Hy Aaj Humain Us Jaga Pe Faraz
Chal Diye Usi Mitti Main Jis Ki Hum Amanat Thay …

———————————-
Bin Maange Hi Mil Jati Hyn Taabeerai’n Kisi Ko Faraz
Koi Khaali Haath Reh Jata Hy Hazaro’n Duao’n K Baad

————————————
Dil K Rishto’n Ki Nazakat wo Kia Janey ‘Faraz’
Naram Lafzo’n Se Bhi Lag Jati Hyn Chotai’n Aksar

—————————-
Us Ne Mujhe Chhor Dia To Kia Hua Faraz…
Meine B To Chora Tha Sara Zamana Us K Liye… ‘!’

—————-
Very Last Ghazal Of Ahmed Faraz

Gham-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha Hai Koi
Chale Aoo Duniya Se Ja Raha Hai Koi

Azal Se Keh Do Ruk Jayee Do Ghari
Suna Hai Aane Ka Wada Nibha Raha Hai Koi

Wo Is Naaz Se Bethe Hain Laash K Pass
Jese Ruthay Hoe Ko Mana Raha Hai Koi

Palat Kar Na Aa Jaey Phir Saans nabzoon
Itnay Haseen Hathon Se Mayyat Saja Raha Hai Koi
——————————-
main simtnay k liye hr bar tum se milta hon fraz ….
tum se milta hon to kuch or bikhar jata hon

——————————
‘Taash Ke Paton ki Manind hai Zindage Meri.. ~.FARAZ .~
‘Jis Kisi ne bhi Khela Taqseem Kar Diya Mujhey..!

———————————–
Haseen Yadoon K Kuch MauSaM Ussey Arsaal Krney Hein FARAZ!
SuNa Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti.~!
——————–
Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai “Faraz”
Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya…!

__________________

Share

Kharidar aa gaye

May 28th, 2011, posted in LoVE, POEtRY..
Share

Ungaliyan toot gayee pathar taraste taraste ”faraz”
Aur jab surat e yaar bani to kharidar aa gaye

Share