Posts Tagged ‘lyrics’

Hussain Hai Hussain Hai – Nabi Ka Noor-e-Aain Hai

November 25th, 2013, posted in Muharram, Nusrat Fateh Ali Khan Songs, Sufism
Share

Khawaja Ghareeb Nawaz’s immortal verses on the status of Hazrat Imam Hussain (AS) :

Shah ast Hussain, Badshah ast Hussain
Deen ast Hussain, Deen Panah ast Hussain
Sardad na dad dast, dar dast-e-yazeed,
Haqaa key binaey La ila ast Hussain

And a rough translation :

Ruler is Hussain, Emperor is Hussain,
Faith is Hussain , guardian of faith is Hussain .
Offered his head and not the hand to Yazid.
Indeed, Hussain is the foundation of La-ilah
(the declaration that none but God is Absolute and Almighty)

——

Poet: Hafeez Jalandhari, the same gentleman who wrote Pakistan’s national anthem :

libaas hai phata hua, ghubaar mein ata hua
tamaam jism e naazneen, chida hua, kata hua
yeh kaun zeewaqaar hai, bala ka shahsawaar hai
ke hai hazaaron qaatilon, ke saamne data hua

yeh bil yaqeen Hussain (A.S.) hai,
Nabi(SAW) ka noorey ain hai

ke jiski eik zarb se, kamaal’e fann e harb se
kai shaqi girey huey, tarap rahe hain karb se
ghazab hai teighay do-sarr, ke eik eik waar par
uthi sadaa’e “alamaan”, zabaan e sharq o gharb se

yeh bil yaqeeN Hussain (A.S.) hai,
Nabi(SAW) ka noorey ain hai

yeh kaun haq parast hai, maey redha se mast hai
ke jiske saamn’e koi, buland hai na pust hai
udhar hazaar ghaat hai, magar ajeeb baat hai
ke eik se hazaarha ka hausla shikast hai

yeh bil yaqeen Hussain (A.S.) hai,
Nabi(SAW) ka noorey ain hai

aba bhi taar taar hai, to jism bhi figar hai
zameen bhi hai tapi hui, falak bhi shola baar hai
magar ye mard e teigh zann, ye saff shikan, falak figan
kamaal e sabr o tandehi se mahwe kaarzaar hai

yeh bil yaqeen Hussain (A.S.) hai,
Nabi(SAW) ka noorey ain hai

dilawari mein fard hai, bara hi sheir e mard hai
ke jiske dabdab’e se, dushmanon ka rung zard hai
habib e Mustafa(SAW) hai ye, mujaahid’e Khuda hai ye
jabhi to iske saamney, ye fauj gard bard hai

yeh bilyaqeen Hussain (A.S.) hai,
Nabi(SAW) ka noorey ain hai

udhar sipaah’e Shaam hai, hazaar inteqaam hai
udhar haiN dushmanaan’e deeN, idhar faqat Imam hai
magar ajeeb shaan hai, ghazab ki aan baan hai
ke jis taraf uthi hai teigh, bas Khuda ka naam hai

yeh bilyaqeen Hussain (A.S.) hai,
Nabi(SAW) ka noorey ain hai

Vocalize by : Nusrat Fateh Ali Khan.

Hussain Hai Hussain Hai - Nabi Ka Noor-e-Aain Hai ,Hussain Hai Hussain Hai,Nabi Ka Noor-e-Aain Hai ,Hussain Hai,whoIsHussian,WhoIsHussian,Who is Hussian,Imam Hussain,Islam,Karbala,Mankabaat,poetry,sufi,islam,muslims,muslim,Poet: Hafeez Jalandhari,Poet,Hafeez Jalandhari,Pakistan's national anthem,national anthem,Pakistan,Khawaja Ghareeb Nawaz’s immortal verses,Khawaja Ghareeb Nawaz, immortal verses,verses,nusrat fateh ali khan,khan shahab,nusrat fateh ali ,lyrics

Share

Maula Maula – Khawar Jawad Lyrics

October 20th, 2013, posted in LYRiCS
Share

Maula Maula - Khawar Jawad Lyrics

aaja sohniyein dhoodein akhiyan
takk takk rahwan haye ih thakkiyan

jogi banh ke palh palh tarsahn
mil jaye tu mil jaye duniyan

tu hi awargi hai
tu hi deewangi hai
rabba fir tu hi btaa
maula maula ishq mai kareya
maula maula ishq mai kareya
maula

kia yeh deewangi hai
han yeh dewaangi hai
han yeh awargi hai
han yeh aashqi hai
maula maula ishq mai kareya
maula maula ishq mai kareya
maula

maula maula ishq mai kareya
maula maula ishq mai kareya
maula

jogi baneya roop watayeya
ishq ne mainu bahut rulayeya
dhoodan yaar te rowan akhiyan
mai tahn teriyan aasan rakhiyan
aaja sohniyein dhoodein akhiyan
takk takk rahwan haye ih thakkiyan
jogi banh ke palh palh tarsahn
mil jaye tu mil jaye duniyan
tu hi awargi hai
tu hi deewangi hai
rabba fir tu hi btaa
maula maula ishq mai kareya
maula maula ishq mai kareya
maula

maula maula ishq mai kareya
maula maula ishq mai kareya
maula

maula maula ishq mai kareya
maula maula ishq mai kareya
maula

maula maula ishq mai kareya
maula maula ishq mai kareya
maula

Share

Ye Aag Ka Dariya Song Full Lyrics – Issaq

October 19th, 2013, posted in LYRiCS
Share

Aag Ka Dariya Song Full Lyrics – Issaq,Aag Ka Dariya,Lyrics ,Issaq, love,poetry,Issaq First Look Poster,issaq movie poster

Aaa.. Aaa..

Zarra zarra jale, zarra zarra phunke
Aslahe aslahe roam roam tape

Woh teer si chubhti khoon ki baari
Jung ka yeh silsila janma se jaari
Mere jism mein jaise rooh hai jaagi
Mujh mein hi jaise koi ho gaya hai baaghi
Parinde ko udna hai
Sab saadhe nishana hain

Ye aag ka dariya hai doob ke jaana…
Ye aag ka dariya hai doob ke jaana hai..

O… O… O… O…

Aag Ka Dariya Song Full Lyrics – Issaq,Aag Ka Dariya,Lyrics ,Issaq, love,poetry,Issaq First Look Poster,issaq movie poster

Kyun tere roop rang mein khan khan hai
Aur batiyan mein ras manthan hai
Kyun tere roop rang mein khan khan hai
Aur batiyan mein ras manthan hai
Tu bharam hai ya ehsaas mera
Mast hothon ki chhan chhan hai

Gehre gehre mein ho
Tu laakh pehron mein
Hoga jo ho tujhe paana hai
Ye aag ka dariya hai doob ke jaana hai
Yeh aag ka dariya hai doob ke jaana hai..

Rang se tere juda hoke
Berang hi mujhko rehna hai
Ae… aa..
Rang se tere juda hoke
Berang hi mujhko rehna hai
Pal pal palchhin mann vaare
Kahe ki kuchh na kehna hai
Tukdon tukdon mein jee main raha
Ab pura na ho paooonga main yahaan
Zarre ko baazi haan toofan se lagaana hai..

Ye aag ka dariya hai doob ke jaana hai..
Ye aag ka dariya hai doob ke jaana hai… ae..

Aag Ka Dariya Song Full Lyrics – Issaq,Aag Ka Dariya,Lyrics ,Issaq, love,poetry,Issaq First Look Poster,issaq movie poster

Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Fasana Hai

Kagaz Ki Haveli Hai Baarish Ka Zamaana Hai
Kya Sharte Mohabbat Hai Kya Sharte Zamaana Hai
Aawaz Bhi Zakhmi Hai Aur Geet Bhi Gaana Hai
Uss Paar Uterne Ki Ummeed Bahot Kam Hai
Kashti Bhi Purani Hai Tufaan Ko Bhi Aana Hai
Samjhe Ya Na Samjhe Wo Andaaz Mohabbat Ke
Ek Shaks Ko Aakhon Se Dil Ka Sara Dard Sunana Hai
Bholi Si Ada Koie Phir Ishq Ki Zid Per Hai
Phir Aag Ka Dariya Hai Aur Doob Ke Jana Hai.

Aag Ka Dariya Song Full Lyrics – Issaq,Aag Ka Dariya,Lyrics ,Issaq, love,poetry,Issaq First Look Poster,issaq movie poster,Ye Aag Ka Dariya Song Full Lyrics – Issaq

Share

Paint It Black Lyrics

September 25th, 2013, posted in CoLoURs, GiRLs, LYRiCS
Share
Paint It Black Lyrics By Rolling Stones,Paint It Black Lyrics, By Rolling Stones,Paint It Black, Lyrics By Rolling Stones,Paint It Black, Lyrics, Rolling Stones
I see a red door and I want it painted black
No colors anymore I want them to turn black
I see the girls walk by dressed in their summer clothes
I have to turn my head until my darkness goes
I see a line of cars and they’re all painted black
With flowers and my love, both never to come back
I see people turn their heads and quickly look away
Like a newborn baby it just happens everyday
Paint It Black Lyrics By Rolling Stones,Paint It Black Lyrics, By Rolling Stones,Paint It Black, Lyrics By Rolling Stones,Paint It Black, Lyrics, Rolling Stones
I look inside myself and see my heart is black
I see my red door and it has been painted black
Maybe then I’ll fade away and not have to face the facts
It’s not easy facing up when your whole world is black
No more will my green sea go turn a deeper blue
I could not forsee this thing happening to you
If I look hard enough into the setting sun
My love will laugh with me before the morning comes
I see a red door and I want it painted black
No colors anymore I want them to turn black

And When Girls Walk,girl walk,cat walk,girl

I see the girls walk by dressed in their summer clothes
I have to turn my head until my darkness goes
Hmm, hmm, hmm…
I wanna see it painted black, painted black
Black as night, black as coal
I wanna see the sun, blotted out from the sky
I wanna see it painted, painted, painted, painted black
Yeah
Paint It Black Lyrics By Rolling Stones,Paint It Black Lyrics, By Rolling Stones,Paint It Black, Lyrics By Rolling Stones,Paint It Black, Lyrics, Rolling Stones

Share

Lyrics/Translation of Dannah Pah Danna by Akhtar Channal and Komal Rizvi

May 4th, 2013, posted in LYRiCS
Share

A shepherd introduces his beloved to the wonders of his land, invoking famous rivers and mountains of Balochistan. Through this patriotic anthem, imbued with shades of a pastoral romance, the poet presents a message of friendship and amity.
Here is the Lyrics  of Danna Pah Dannah/ Lal Merti Patt By Akhtar  Channal and Komal Rizvi, with translation in Roman Urdu and English


جي با ترا
ji ba tara

live long !

اڑئے! خطي کھبڑي باوا کنا بش مبو
a?ae khatti khaba?i baawa kana bashmabo

hey ! Khatti and Khabri, my sons, wake up !

صاف، دے ٹک تسونے
saaf de ?ik tissune

it’s light, the sun has risen high

اڑئے پيرہ نما جنگي خان
a?ae peerah numa jangi khaan

hey! your grandfather, Jangi Khan

مولئے بے بالا سندھ ءِ سرمس
molae be baala sindh i sarmas
has already crossed the Mula River and reached Sindh

نم داسکان خاچانورئے
num daaskaan khachaanorae

and you are still sleeping !

پري
prri

(sound made to lure cattle to water)

برا
brra

(sound made to herd cattle)

دانہ پہ دانہ دا ننا
daanah pah daanah da nana

among the multitude of grains (in the world), mine is this grain (you)

دوستي لگانے نا ننا
dosti laggaane na nana

(now that) you and I have grown to be friends

حاجت افک ںنے ٹران ءَ نا
haajat affak nane ?raan a na

we have no need of anything

جي جي جي جي سا کنا
ji ji ji ji sa kana

O live, live, my darling breath

سہ کمب مارا پ جا کنا
sehkumb maaraap ja kana

Sehkumb and Marap are my places

جي جي جي جي مندري
ji ji ji mandari

O my gentle, petite lady

بر ہيتس کرک کنتوں اندري
bar heets karak kanton andari

come aside with me to talk in privacy

جي جي جي جي سومرو
ji ji ji ji soomaro

O, my good sir, Soomro (the prince who came between two lovers)

کپہ خواجہ خدا سے زور
kapah khwaajah khuda se zor

desist, sir, for God is powerful (in retribution)

دانہ پہ دانہ دانہ گا
daanah pah daanah daanah ga

(among the) multitude of grains, this grain has

دل برتہ مني دردانہ گا
dil burtah mani durrdaanah ga

this lovely pearl has stolen my heart

جي جي جي جي با ترا
ji ji ji ji ba ta ra

may you live long, live long !

تو برتہ ءِ مني ضعيپيں دلا
tau burtah i mani zaeepain dila

you have stolen my fragile heart

جي او
ji o

live long !

جي با ترا
ji ba ta ra

may you live long

او قلو وطنِ خان ءَ نا
o qallo watann-i khaan a na

Kalat is our Khan’s country

دا تختِ بلوچستان ءَ نا
da takht-i balochistaan a na

this is the capital of Balochistan

بر ديرے ارک ددران ءَ نا
bar deere urak dudraan a na

come and see the water of the Dudran spring

نوري ءَ نصير خان ننا
noori a naseer khaan nana

Naseer Khan Noori is our Khan

ائے صدخہ وطن کن جان ننا
ae sadkha watan kin jaan nana

We devote our lives to our country

ہو کچھي، خراسان واہ واہ واہ
ho kachchhi khuraasaan wah wah wah

Kachhi and Khurasan – oh excellent !!

ہربوئي، مرجان واہ واہ واہ
harboi marjaan wah wah wah

Hills Harboi and Marjan – oh excellent !!

نوري نصير خان واہ واہ واہ
noori naseer khan wah wah wah

Naseer Khan Noori – oh excellent !!

چلتنُ شاشان واہ واہ واہ
chiltano shaashaan wah wah wah

Hills Chiltan and Shashan – oh excellent !!

مولہُ بولان واہ واہ واہ
mulao bolaan wah wah wah

Rivers Mula and Bolan – oh excellent !!

راس کوہُ رخشان واہ واہ واہ
raaskoho rakhshaan wah wah wah

hills Ras Koh and river Rakhshan – oh excellent !!

کوہِ سليمان واہ واہ واہ
koh-i sulemaan wah wah wah

Mount Sulaiman – oh excellent !!

تخت سليمان واہ واہ واہ
takht sulemaan wah wah wah

Peak Sulaiman – oh excellent !!

وادي وادي گھوميں
waadi waadi ghoomen

let’s trip from valley to valley

آ پربت پربت جھوميں
aa parbat parbat jhoomen

let’s swing from mountain to mountain

تو خوشبوؤں کا جھوکا
tu khusbhooon ka jhoka

you’re a gust of heady fragrance

تيرا امرت سا ہے لہجہ
tera amrat sa hai lahjah

your words are like nectar

تو دريا موج کنارہ
tu darya mauj kinaarah

you’re the sea, the wave and the shore

تجھے ديکھے يہ جگ سارا
tujhe dekhe ye jag saara

at you this whole world gazes

تو پھول کنول کا
tu phool kanwal ka

you are the lotus flower

تو شعر غزل کا
tu she’r ghazal ka

you are a verse of poetry

تو جادو تھل کا
tu jaadu thal ka

you are the magic of the desert

تو خواب پنل کا
tu khwaab punnal ka

you are the dream of Punnun (the Prince of Kech)

جي او
ji o

live long !

جي با ترا
ji ba ta ra

may you live long !

دانہ پہ دانہ دانہ گا
daanah pah daanah daanaga

(among the) multitude of grains, this grain has

دل برتہ مني دردانہ گا
dil burtah mani durrdaanah ga
this lovely pearl has stolen my heart

نوں جستہ نکاں پروانہ گا
noon justah nakaan parwaanah ga

now she doesn’t pay heed to her devoted moth

جي جي جي جي با ترا
ji ji ji ji ba ta ra

live, live, live, live long

تو برتہ ءِ مني ضعيپيں دلا
tau burtah i mani zaeepain dila

you have stolen my fragile heart

=جي او

ji o
live long !

==================================================

او لعل ميري
o laal meri

O Red-robed one

او لعل ميري پت رکھيو بلا جھولے لعلن
o laal meri pat rakhiyo bala jhoole laalan

pray preserve my good name forevermore, O Jhoole Laal

سندھڑي دا، سيہون دا سخي شہباز قلندر
sindh?i da sehwan da sakhi shahbaaaz qalandar

of Sindh, of Sehwan, Gracious Shahbaz Qalandar

دما دم مست قلندر – حق
damaadam mast qalandar – haq

in each rapturous breath is the qalandar (wandering ascetic) – Truth !

علي دا پہلا نمبر – حق
ali da pahla number – haq

Ali is first in rank – Truth !

دما دم مست قلندر – حق
damaadam mast qalandar – haq

in each rapturous breath is the qalandar – Truth !

سخي شہباز قلندر
sakhi shaahbaaz qalandar

Gracious Shahbaz Qalandar

او لعل ميري ہو لعل ميري
o laal meri ho laal meri

O Red-robed one, O Red-robed one

ہند سندھ پيرا تيري نوبت واجے
hind sindh peera teri naubat waaje

in both Hind and Sindh, trumpets and drums sound in your honour

نال وجے گھڑيال بلا جھولے لعلن
naal waje ghariyaal bala jhoole laalan

with that the brass gong strikes the hour, O Jhoole Laal

سندھڑي دا، سيہون دا سخي شہباز قلندر
sindh?i da sehwan da sakhi shahbaaaz qalandar

of Sindh, of Sehwan, Gracious Shahbaz Qalandar

سخي شہباز قلندر – حق
sakhi shahbaaz qalandar

Gracious Shahbaz Qalandar

دما دم مست قلندر – حق
damaadam mast qalandar

in each rapturous breath is the qalandar – Truth !

علي دا پہلا نمبر – حق
ali da pahla nambar

Ali is first in rank – Truth !

دما دم مست قلندر – حق
damaadam mast qalandar – haq

in each rapturous breath is the qalandar – Truth !

علي رگ رگ دے اندر – حق
ali rag rag de andar – haq

Ali in each quivering pulse – Truth !

دما دم مست قلندر – حق
damaadam mast qalandar – haq

in each rapturous breath is the qalandar – Truth !

سخي شہباز قلندر – حق
sakhi shahbaaz qalandar – haq

Gracious Shahbaz Qalandar – Truth !

قلندر لعل قلندر – حق
qalandar laal qalandar – haq

Gracious Shahbaz Qalandar – Truth !

حسيني لعل قلندر- حق
husaini laal qalandar – haq

Husain’s slave, Laal Qalandar – Truth !

دما دم مست قلندر – حق
damaadam mast qalandar

in each rapturous breath is the qalandar – Truth !

علي دم دم دے اندر
ali dam dam de andar – haq

Ali in each gasp and breath – Truth !

دما دم مست قلندر – حق
damaadam mast qalandar

in each rapturous breath is the qalandar – Truth !

سخي شہباز قلندر – حق
sakhi shahbaaz qalandar – haq

Gracious Shahbaz Qalandar – Truth !

ہو لعل ميري ہو لعل ميري
ho laal meri ho laal meri

O Red-robed one, O Red-robed one

مست
mast

Rapt !

حق
haq

Truth !

کچکول کلابہ کمر بستہ الہ?ي
kachkol kulaabah kamar bastah ilaahi

iron band and begging bowl in hand, the religious mendicant is always ready

دستارے پرسينے ثنائي
dastaare purseenen sanaai

wearing the customary turban, he sings God’s praises

قلندر شاہ قلندر
qalandar shaah qalandar

qalandar king qalandar

عرش پہ قلندر
‘arsh pih qalandar

in the highest sphere is the qalandar

فرش پہ قلندر
farsh pih qalandar

on the earth is the qalandar

غچ نوبت اوج کي نشاني
ghach naubat auj ki nishaani

the clang of drums is the mark of touching the zenith

تفقان کي لڑائي سے حسيني گدا کيا کر
tufqan ki la?aai se husaini gada kiya kar

in the battle against hunger, practice the self-denial of Husain

مرشد کا ہاتھ پکڑ کر
murshid ka haath pakar kar

taking hold of the Guide’s hand

اللہ کا نام ليا کر
allah ka naam liya kar

take the name of God !

Share