Archive for the ‘Sufism’ Category

LAVISH CUP OF COFFEE OVER FEEDING A STARVING

January 3rd, 2020, posted in MESSAGEs, Sufism
Share
Let me tell you something…The money we spend on a cup of coffee is enough to feed a hungry child for one entire day !! Seriously one entire day !!
Let that sink in for you guys…
We are so used to having three meals on our dinner table everyday that we take it for granted..  While we are enjoying our dinner or lavish cup of  Cappuccino.. Espresso.. Macchiato.. Black.. Mochaccino etc.. a child is dying out of hunger somewhere..
Let me clear this for you… I’m not saying to not enjoy great meals.. or your halal drinks , no way… Enjoy it, charish it.. but..  If Allah has blessed us with food and money to buy great food then ALHUMDO’LIL’LLAH !!  it’s yours to enjoy…  But while you do, please don’t ever forget that some child or someone ..  somewhere in the world is aching, yearning and dreaming of a simple meal to just silence those hunger pangs !!
So, share your food with someone cause you know you can always share some stuff in your life..

sharing, food sharing ,sharing gif, food sharing gif,

A fruit of thought just to share !!

Share

Ghar Fatima Zehra Ka Ajab Shan Ka Ghar Hai

August 29th, 2019, posted in POEtRY.., Sufism
Share

Ghar Fatima zehra ka ajab shan ka ghar hai
Ye wahi ki manzil hai ye quran ka ghar hai
Islam ke mahol may eman ka ghar hai
Momin ki munafiq ki ye pehchan ka ghar hai

Kuch log marejate hai is ranjo mehan mein
Is ghar ka jo darwaza hai masjid ke sehan mein

Allah ne is ghar ko nabuwat se nawaza
Dunya may ise deeno shariyat se nawaza
Ismat se imamat se wilayat se nawaza
Har fard ko quran ki aayat se nawaza

Saanche may mashiyat ke ye afraad dhale hain
Sab chadare tatheer ke saaye may pale hain

Ye azm ke faulaad isi ghar may milenge
Ye noor ke ajsaad isi ghar ay milenge
Jibreel ke ustaad isi ghar may milenge
Is satha ke afraad isi ghar may milenge

Maqlooq ki baat aakhri sarhad nazar aaya
Jis fard ko dekha wo mohamed nazar aaya

Ashaab mukarram hani magar apni jagha par
Ghair apni jagah laqte jigar apni jagha par
Khaar apni jagah ghunchaye tar apni jagha par
Sang apni jagah laal-o-gohar apni jagha par

Pehlu may jo baitha ho usay dil nahi kehte
Rehro kabhi rehbar e manzil nahi kehte

Allah re izzo sharafe Bint e Risalat
Qandeel e haram sham e shabistane imamat
Rehmat jo Mohammed hain to ye para e rehmat
Woh kull e nabuwat hai to ye juzv e nabuwat

Aasaan kaho maarifat e khatm e rasul ko
Jo juzv ko na samjha ho wo kya samjhega kul ko

Mumkin nahi ummat ka qiyas aal-e-nabi par
Yeh log alag loog hain yeh ghar hay alag ghar
Is ghar kay to bacchay bhee badal datay hain aksar
Insan ki taqdeer farishtoon ka muqqadar

Rahib ko kaee lall isi ghar say milay hain
Fitrus ko par o bal isi ghar say milay hain

Share

Man Kunto Maula

November 29th, 2018, posted in Saying Of Holy Prophet ( P.B.U.H), Sufism
Share

Ali is the the Master, fa haza Ali un Maula, Hazrat Ali, Imam Ali, Man kunto maula, nafak, to whom I am the master, To Whom I am the master Ali is the the Master,man-kunto-maula,maan kunto moula,Ali Maula Ali Maula,Ali Maula,Maula Ali,Hazrat Ali,Imam Ali,

Share

Banaam-e-Haidar By Muhammad Samie

November 23rd, 2018, posted in POEtRY.., Sufism
Share

Muhammad Samie,Banaam-e-Haidar,Banaam-e-Haidari,poetry,sufi,who is ali,Banaam-e-Haidar Lyrics,Who Is Ali,WhoIsAli,YaAli,AliAli,YaaAli,#BANAAMEHAIDER,#BANAAMEHAIDERI,

Vocals, Lyrics & Composition: Muhammad Samie
Music: J Ali
Soul Speaks Production | Nabeel Nawaz Films | Zero Records
Harmonium: J Ali | Dholak: Irfan Ali | Tabla: Zain Ali
Guitars: Musa Raza | Drums: Awais
Cinematography & DOP: Zaid Safdar
Art Director: Jahangir Akhtar
Post: Nabeel Nawaz Films
Director: Nabeel Nawaz

Within the scale of traditional qawwali genre, the rhythmic contemporary expression of emotions towards “Shehanshah-e-Wilaayat” is presented as a fusion that is intensely colourful despite being grayscale. – Samie
#BANAAMEHAIDER
Muhammad Samie,Banaam-e-Haidar,Banaam-e-Haidari,poetry,sufi,who is ali,Banaam-e-Haidar Lyrics,Who Is Ali,WhoIsAli,YaAli,AliAli,YaaAli,#BANAAMEHAIDER,#BANAAMEHAIDERI,
LYRICS:
Chumday wali saare khaak oday dar di
Duniya jamm jamm na’a oda japdi
Saahwaan ‘ch wassay saaday ism-e-qalandar
Sadaa ay eho buss Ali day malang di
Tujhi se Maula meri lao lagi ha
Tujhi se Maula meri saans bandhi ha
Tera tasawwur dil ki khushi ha
Tera hi zikar ab khafi-o-jali hai
Ali na ik da .. Ali saare jagg da
Jamme’ya koi na misl-e-Ali Buss
Ali Ali Buss Ali Ali Buss
Ali Ali Buss Ali Ali Buss
[Chorus Repetition]
Khotay dilaan de naal sajday nai sajjday
Phairi ja tasbiyaan, kar lakkh sajday
Milna naee’oo Rabb na hi Nabi (SAWW) milna
Jay naee’oo dil wich ishq-e-Ali Buss
Ali Ali Bus Ali Ali Buss
Ali Ali Bus Ali Ali Buss
[Chorus Repetition]
Shajra tera Maula shajra Muhammad (SAWW)
Chann hain toon aftaab Muhammad (SAWW)
Lehmo ka lehmi jissmoka jismi
Tu hi ha safi-o-wasi-e-Muhammad (SAWW)
Kehnda ay Samie aj khol k dil eho
Laggi ay hikk uttay mohr-e-Ali Buss
Ali Ali Bus Ali Ali Buss
Ali Ali Bus Ali Ali Buss
Rees nahi Maula Ali di kidray
Ravay ga charcha gali gali Buss
Ali Ali Bus Ali Ali Buss
Ali Ali Bus Ali Ali Buss
Milna naee’oo Rabb na hi Nabi (SAWW) milna
Jay naee’oo dil wich ishq-e-Ali Buss
Ali Ali Bus Ali Ali Buss
Ali Ali Bus Ali Ali Buss

[Chorus Repetition]

Share

Nobility Of Character By Holy Prophet (SAW)

October 25th, 2018, posted in Islamic Teachings, MESSAGEs, Saying Of Holy Prophet ( P.B.U.H), Sufism
Share

Islam,islamic teaching,muslims,muslim,Allah,Only Allah,islamic teachings,islam teachs,nobility-of-character-sufi-comics,sufi comics,nobility of character,comic,comis,

 

When a man asked the Prophet ( S.A.W) to explain nobility of character to him, he replied, “It means that you should forgive him who has wronged you, reestablish ties with him who has broken them off, give to him who has denied you something, and tell the truth even if it is against your own interests.” ~ Book Prophetic Traditions in Islam

Share