Archive for the ‘LYRiCS’ Category
Main Abdul Qadir Hoon – Lyrics
April 28th, 2014, posted in LYRiCS, TV ShowsZindagi Main To Sabhi Pyaar Kiyaa
April 27th, 2014, posted in LYRiCSPoet/Shayar: Qateel Shifai
Singer: Mehdi Hassan
Badan Pe Sitaare LapaTe Huwe
March 22nd, 2014, posted in LYRiCS
Movie: PRINCE (1969)Music: Shankar-JaikishanLyrics: Hasrat Jaipuri
Note: Hasrat Jaipuri was inspired to write these lyrics when he saw a woman dressed in a star-studded sari in Paris.
Main release in Mumbai at Super Cinema.
Peppy Songs of Mohammed Rafi: Badan pe sitaare lapaTe huwe…Roman Transliteration/English Translation of the
Urdu-Hindi Lyrics:
badan pe sitaare lapeTe huwe,
WITH THE BODY WRAPPED IN STARS,
o jaan-e-tamannaa kidhar jaa rahee ho,
O LIFE’S DESIRE ! WHITHER GOEST THOU ??
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye,
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED,
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye…
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED !
badan pe sitaare lapeTe huwe,
WITH THE BODY WRAPPED IN STARS,
o jaan-e-tamannaa kidhar jaa rahee ho,
O LIFE’S DESIRE! WHITHER GOEST THOU?
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye,
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED,
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye…
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED !!
hameeN jab naa hoNge toh ay dil-rubaa,
O HEART-STEALER! WHEN I’ll EXIST NO MORE,

kise dekh kar haay sharmaaogee,
ALAS! WHOM WILL YOU SEE AND BLUSH ??
naa dekhogee phir tum kabhee aainaa,
NO MORE WILL YOU LOOK IN THE MIRROR,
hamaare binaa roz ghabraaogee,
ALL NERVES, YOU’LL BE WITHOUT ME EVERYDAY !
badan pe sitaare lapeTe huwe,
WITH THE BODY WRAPPED IN STARS,
o jaan-e-tamannaa kidhar jaa rahee ho,
O LIFE’S DESIRE! WHITHER GOEST THOU?
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye,
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED,
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye…
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED!
hai ban-ne saNvarne kaa jab hee mazaa,
IT’S FUN DECKING UP ONLY WHEN
koyee dekhne waalaa, aashiq toh ho,
THERE’S SOME LOVER TO ADMIRE IT!
naheeN toh yeh jalwe haiN bujhte diye,
OTHERWISE, THESE LUSTRES ARE BUT FLICKERING LAMPS,
koyee miTne waalaa ik aashiq toh ho,
THERE’S TO BE A LOVER, PASSIONATELY IN LOVE !
badan pe sitaare lapeTe huwe,
WITH THE BODY WRAPPED IN STARS,
o jaan-e-tamannaa kidhar jaa rahee ho,
O LIFE’S DESIRE! WHITHER GOEST THOU?
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye,
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED,
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye…
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED !
muhabbat kee yeh in-tehaa ho gayee,
MY LOVE EXCEEDED ITS BOUNDS
ke mastee meN tum ko Khudaa keh gayaa,
AS I MERRILY CALLED YOU A DEITY!
zamaanaa yeh insaaf kartaa rahe,
LET THE WORLD ADJUDICATE
buraa keh gayaa yaa bhalaa keh gayaa,
WHETHER I SAID SOMETHING BAD OR GOOD!
badan pe sitaare lapeTe huwe,
WITH THE BODY WRAPPED IN STARS,
o jaan-e-tamannaa kidhar jaa rahee ho,
O LIFE’S DESIRE! WHITHER GOEST THOU?
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye,
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED,
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye…
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED!
badan pe sitaare lapeTe huwe,
WITH THE BODY WRAPPED IN STARS,
o jaan-e-tamannaa kidhar jaa rahee ho,
O LIFE’S DESIRE! WHITHER GOEST THOU?
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye,
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED,
zaraa paas aao, toh chayn aa jaaye.
COME NIGH A LITTLE, THAT I MAY BE COMFORTED !!
Likh Dia Apne Dar Pe Kisi Nai
January 18th, 2014, posted in Nusrat Fateh Ali Khan SongsLikh Dia Apne Dar Pe Kisi Nai
Lazatay Intazar Lata Hon
Youn Shab-e-Ghum Guzar Lata hon
Jab Bhi Dasti Hai mujha Ko Tanhai
Naam Tera Pukar Lata Hon
Jane wale humari mehfil say
Chaand taaro ko sath leta ja
Hum khizaan se nibah ker len ga
Tu baharo ko sath leta ja
Achi soorat ko sanwarne ki zarorat kya hai
Saadgi main bhi qayamat ki ada hoti hai
Tum jo aa jate ho masjid me ada kerne namaz
Tum ko maloom he kitno ki qaza hoti hai
Koi hansay tu tujhe ghum lage hansi na lage
Kay dil lagi bhi tere dil ko dil lagi na lage
Tu roz roya kre outh k chaand raato main
Khuda kare tera merey begar ji na lage
Tanhai me faryaad tu ker sakta ho
Virane ko abad tu ker sakta ho
Jab chaho tumhe mil nhi sakta lekin
Jab chaho tumhe yaad tu ker sakta ho
Main tu is wastay chup ho k tamasha na bane
Tu smajta he mujhe tujh se gila kuch b nahi
Sochta ho kay wo kitne masoom thay
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Koi bhi waqt ho hans ker guzar leta ho
Khizaan ka dor me ehad-e-bahar leta ho
Gul o se rang sitaroon se roshni le ker
Jamal-e-yaar ka naqsha utar leta ho
Us k nazdik ghum-e-tark e wafa kuch bhi nahi
Mutmain aesay hain wo jese huwa kuch bhi nahi
Ab tu hathon se lakeeren bhi mitti jati hain
Us ko kho ker tu mere pass raha kuch b nhi
Kya Meri Baat Ka Yakeen Nahi
Koi bhi Aap Sa Haseen Nahi
Ba Jee-Jhak Dil Main Tum Chalay Aow
Is Makam Main Koi Makiem Nahi
Aap Ayain Gharib Khanay Per
Sach Tou Yeh Hai Mujhay Yakeen nahi
Aap kay Rou Yasmeen Ke Qasam
Chand Bhi Is Qadar Haseen Nahi
Veern-e-ya Guma Ko Akidaat Sa Sainch Kar
Shadab-e-Hayat Ka Sama Bana Diya
Duniya Tera Wajoud Ko Karti Rahi Talash
Hum Na Teray Khayal Ko Yazda Bana Diya
Husn Wale Wafa Nahi Karte
Ishq Wale Daga Nahi Karte
Zulm Karna To Inki Aadat Hai
Yeh Kisi Ka Bhala Nahi Karte
Likh Diya Apne Dar Pe Kisi Nai
Is Jagah Pyaar Karna Manaa Hai
Pyaar Agar Ho Bhi Jaaye Kisi Ko
Iska Izhaar Karna Manaa Hai
Unki Mahfil Mei Jab Koi Jaaye
Pehle Nazrein Woh Apni Jhukaye
Wo Sanam Jo Khuda Ban Gaye Hai
Unka Deedaar Karna Manaa Hai
Jaag Uthein Gay To Aahein Bharein Gay
Husn Waalon Ko Ruswaa Karein Gay
So Gaye Hain Jo Furqat Ke Maare
Unko Bedaar Karna Manaa Hai
Hum Nai Ki Arz Ay Banda Parwar
Kiyoon Sitam Dhaa Rahay Ho Yeh Hum Per
Baat Sun Ker Hamari Woh Bolay
Hum Say Taqraar Karna Mana Hai
Saamnay Jo Khula Hai Jharoka
Kha Na Jaana Qateel Kahin Unka Dhoka
Ub Bhi Apnay Liyeh Us Galee Mein
Shouq-e-Deedaar Karna Manaa Hai
Likh Dia Apne Dar Pe Kisi Nai
Is Jaga Pyar Karna Mana Hai











