Posts Tagged ‘‘Dil’

Dil Hi To Hai Na Sang-o-Khisht Dard Se Bhar Na Aaye Kyuun

September 25th, 2015, posted in Ghalib
Share

 Ghalib Poetry, Asadullah Baig Khan Ghalib, Ghalib,Poetry, Mirza, Mirza Asad-ul-Khan Ghalib, Mirza Asadullah, Mirza Asadullah Baig Khan Ghalib, poet, poetry, read,urdu,urdu adaab,urdu poetry,Dil

Dil hi to hai na sang-o-Khisht dard se bhar na aaye kyuun

roenge ham hazaar baar koii hamen sataaye kyuun

~ Mirza Ghalib ~

Share

Hum Tou Faaqir Loug Haan

August 10th, 2015, posted in POEtRY..
Share

Hum Tou Faaqir Loug Haan,Sufi,sufisim,poetry,Urdu,Urdu Adaab,Urdu Poetry,Urdu Stanza,Dil,Saaltaanat,

Share

Diyaa Hai Dil Agar Usko

August 9th, 2012, posted in Ghalib
Share

girl waiting

Diyaa hai dil agar usko, bashar hai kya kahiye ?
huwa raqeeb to ho, naamaabar hai, kya kahiye ?

yeh zid, ki aaj na aave aur aaye bin na rahe
qaza se shikwa hamaiN kis qadar hai kya kahiye ?

rahe haiN yoN gah-o-be_gah ki koo-e-dost ko ab
agar na kahiye ki dushman ka ghar hai, kya kahiye ?

Share

Dil Hijr Kay Dard Say Bojhul Hay

April 29th, 2012, posted in POEtRY..
Share

Dil Hijr kay dard say Bojhul hay, ab aan milo to behtar hay
is baat say hum ko kya matlab, yah kaisay ho, yah kyunkar ho

Ik Bheek kay dono kasey hain, Ik pyas kay dono piysay hain,
Hum Khaiti hain, tum badal ho, hum nadya hain tum sagar ho

Yeh dil hay kay jaltay seenay may, ik dard ka phora alhar sa
Na Gupat rahay Na phoot bahay, koi marham ho koi nishtar ho

Hum sanjh samay ki chaya hain, Tum Chahrtay raat ka chandarma
Hum Jaatey hain tum aatay ho, Phir mail ki soorat kyunkar ho

Ab Husn ka rutba aali hay, ab Husn say Sehra Khali hay
Chal basti may banjara ban, Chal Nagri may saudagar ho

Ab Inshaji ko bulana kya, ab pyaar kay deep jalana kya
Jub dhoop aur chahya aik say hoon, Jub Din aur Raat barabar ho

~IBN-E-INSHA~

Share

Mirza Ghalib's 'Dil hi to hai' sung by Jagjit Singh

September 2nd, 2011, posted in Mirza Ghalib
Share

Mirza Ghalib’s ‘Dil hi to hai’ sung by Jagjit Singh in Gulzar’s ‘Mirza Ghalib’
Video Rating: 4 / 5

Mirza Asadullah Baig Khan was a renowned classical Urdu and Persian poet of the subcontinent. Most notably, he wrote several ghazals during his life, which have since been interpreted and sung in many different ways by different people. He is considered to be the most dominating poet of the Urdu language.

Share