Posts Tagged ‘SHAH’

Shah Abdul Latif Bhittai on the arrival of Muharram

October 7th, 2016, posted in Muharram, POEtRY..
Share

Shah Abdul Latif Bhittai,Sindhi,Shah Abdul Latif Bhittai,Sindhi Poet,Shah Abdul Latif Bhittai on Muharram,Shah Abdul Latif Bhittai on Imam Hussain,Imam Hussain,Who Is Hussain,Muharram,Karbala,Islam,Islamic History,History,Muslims,Muslims,Shah Abdul Latif, Bhittai,Shah Abdul, Latif Bhittai,Shah,Abdul Latif Bhittai,

The moon of Muharram was seen,
anxiety about the Princes occurred.
What has happened?
Muharram has come back, but the Imams have not returned.
The Princes who left Medina have not come back;
O’ brother dyer! Dye my clothes black…
As I mourn for those who did not return.

Shah Abdul Latif Bhittai on the arrival of Muharram (translated from Sindhi)

Bhittai narrates the battle of Karbala and the martyrdom of Imam Husain A.S. in Sur Kedaro. Translated and re-produced by Annemarie Schimmel (celebrated academic) in her works

Share

Shah The Film

August 14th, 2015, posted in MOViES, PAKiSTAN
Share

Bank,Bank Alfalah, Shah, Shah movie,Based on a true story,14th august 2015,Pakistan, Pakistani Movie,Pakistani movies,Pakistan,Shah the film

Share

Tum Mere Dard Bhi..Gham Bhi.. Alaam Bhi Tum..

March 14th, 2014, posted in LoVE, No Smoking, POEtRY..
Share

Beloved, care, dead, devil, wassi shah,wassi shah poetry,  john, john constantine, john_constantine, love, miss you, movie,love,man,woman, once again, poetry, roses, smoke, Smoking, wish

Tum Mere Dard Bhi, Gham Bhi, Mere Alaam Bhi Tum
Tum Mera Chain Ho Jaana, Mera Aaraam Bhi Tum

Kamyaabi Ko Nahi Hum Ne Tum Ko Chaha Hai
Hum Tumharay Hain Bhalay Ho Gae Nakaam Bhi Tum

Main Maseeha Hoon Agar, Mera Wazeefa Tum Ho
Main Mujrim Hoon To Meri Jaan Mera Ilzaam Bhi Tum

Kya Zarurat Hai Mujhe Dard Kay Maykhanon Ki
Tumhi Nasha, Tumhi Pemaana, Mera Jaam Bhi Tum

Mukhtalf Hailon Bahanon Se Mujhe Sochtay Ho
Aik Din Khul Kay Pukaaro Gay Mera Naam Bhi TUm

Yeh Siyasat Bhi Ajab Khel Hai Bholay Panchi
Yahan Sayaad Bhi Tum Ho,To Tah-e-Daam Bhi Tum

Jis Say Roshan Mera Aangan Hai Tumhi Ho Wo Chiraagh
Sach To Yeh Hai Kay Tumhi Ghar Ho, Dar-o-Baam Bhi Tum

Raat Din Tumko Faqat Tumko Mujhe Sochna Hai
Meri Fursat Bhi Tumhi, Aur Mera Kaam Bhi Tum

By : Wasi Shah

Share

Love For Imam Hussain

November 4th, 2013, posted in Muharram, POEtRY..
Share

Imam Hussain,ImamHussain,Imam,Hussain,love islam,islam,muslims,muslim,karbala,

Share

Bura banda laban turya bura na laba koi-Baba BullehShah

June 6th, 2013, posted in Bulleh Shah, MESSAGEs, Sufism
Share

Bura banda laban turya bura na laba koi-Baba BullehShah,Baba-Bulleh-Shahs-Punjabi-Poetry-Bura-banda-laban-turya-bura-na-laba-koi.-Sufi-kalam-of-Baba-Bulleh-Shah

Share