‘Your sleep, heart, soul and night belong to the one whose shoulder your curls scatter on after a night of passion‘
– Ghalib –
Neend us ki hai Dimagh us ka hai Raatien us ki haan Teri zulfaien jis ke baazu par pareshaan ho gaain
Link :
http://www.ghalib.org/Front%20Matter/fm015_list.html
Aah ko chahiye ek umar asar hone tak Kaun jeeta hai teri zulf k sar hone tak
Damm har mauj mein hai, halqa-e-sadkam-e-nahang Dekhen kya guzare hai qatre pe gauhar hone tak
Ashiqi sabr-talab aur tamanna betab Dil ka kya rang karun khun-e-jigar hone tak
Hum ne mana k tagahful na karoge lekin Khak ho jayenge ham tum ko khabar hone tak
~: Mirza Ghalib :~
( Translation )
” The events of the past so torment me, Lord !! That I want taken away all of my memories ”